Meri Maa
Main
kabhi batlata nahin
Par
andhere se darta hoon main Maa
Yoon
to main dikhlata nahin
Teri
parwaah karta hoon main Maa
Tujhe
sab hai pata, hai na Maa
Tujhe
sab hai pata... Meri maa
Bheed
mein yoon na chhodo mujhe
Ghar
laut ke bhi aa na paaun Maa
Bhej
na itna door mujhko tu
Yaad
bhi tujhko aa na paaun Maa
Kya
itna bura hoon main Maa
Kya
itna bura... meri Maa
Jab
bhi kabhi Papa mujhe
Zor
zor se jhoola jhulaate hain Maa
Meri
nazar dhoondhe tujhe
Sochoon
yahi tu aake thamegi Maa
Unse
main yeh kehta nahin
Par
main seham jata hoon Maa
Chehre
pe aane deta nahin
Dil
hi dil mein ghabrata hoon Maa
Tujhe
sab hai pata, hai na Maa
Tujhe
sab hai pata... meri Maa
Main
kabhi batlata nahin
Par
andhere se darta hoon main Maa
Yoon
to main dikhlata nahin
Teri
parwaah karta hoon main Maa
Tujhe
sab hai pata, hai na Maa
Tujhe
sab hai pata... meri Maa
Tidak ada komentar:
Posting Komentar